Marhoom Ke Naam Se Isaale Sawab Karne Ka Faaida
✒Hazrate Abu Huraira رَضِÛŒَ اللهُ عَÙ†ْÙ‡ُ bayan karte hain ki: Ek shakhs ne Huzur Nabi Kareem ï·º se pucha : Mere walid ka inteqaal ho gaya hai,Aur woh maal chhod gaye hain,Lekin unhone kisi nek kaam me use kharch karne ki wasiyat nahi ki hai.Agar main unki taraf se sadqa karu to kya is se unke gunaah maaf ho jaayenge? Aap ï·º ne farmaya ki: Haan
📒Ibn e Majah Hadees No.2716
Note Is hadees sharif se maloom hua ki marhoom ki taraf se isaale sawab karne se marhoom ke gunaah maaf hote hain.aur unko bada faaida hota hai
Katba Al abad Khaksar Nacheez Muhammad Shafiq Raza Rizvi Khateeb and Imam Sunni Masjid Hazrat Mansoor Shah Rehmat-ul-Alayh Bus Stop Kishanpur Al-Hind
0 Comments