Namaz e janaza ki ibtida kab hui


Waise to namaze janaza ki ibtida hazrat aadam alaihissalam ke zamane se hai jaisa ki riwayat me hai ki aapki namaze janaza farishton ne padhi aur imaam hazrat jibreel alaihissalam hue magar islam me iski mashruiyat hijrat ke taqriban 9 mahine baad huyi aur sabse pahla janaza sahabiye rasool hazrat asad bin jurarah ka padha gaya jisko khud huzoor sallallaho taala alaihi wasallam ne padhaya

📕 Fatawa razviya,jild 2,safah 467

Katba Al abad Khaksar Nacheez Muhammad Shafiq Raza Rizvi Khateeb and Imam Sunni Masjid Hazrat Mansoor Shah Rehmat-ul-Alayh Bus Stop Kishanpur Al-Hind 

0 Comments