Badabudar dawa laga ke masjid jana kaisa



Sawal Assalamu alekum kya farmate hai ulmaye ikram is masle ke bare me ki dava lagaane ke baad masjid mein namaaz padhane ja sakate hain? Ya nhi baraye karam javab inayat farmaye ain nawazish hogi faqat wassalam

Sawal karne wale ka name mo Qamar aalam

Al-Jawab Ba'un al-Mulk al-Wahhab 

Surat e masoola me aisi dawa laga ke masjid me jane ki mumanat aai hai 

Jaisa ki hujur shadrush shariya badrud tareeqa alaihi rahma bahar e shariyat hissa 03 me tahreer farmate hai ki

Gandana moli kachha gosht mitti ka tel wo diya jisme salai ho jiske ragdne me boo udati ho riyah kharij karna wagaira jisko ganda dahani ka aarda ho ya koi dawa badabudar lagai ho to jab tak boo khatm n ho jaye to usko masajid me aane ki mumanat aai hai faqat wassalam

(Hawala>bahar e shariyat hissa 03 safa no 152)

Katba Al abad Khaksar Nacheez Muhammad Shafiq Raza Rizvi Khateeb and Imam Sunni Masjid Hazrat Mansoor Shah Rehmat-ul-Alayh Bus Stop Kishanpur Al-Hind

0 Comments